Wednesday, October 7, 2015

My 1st article of life

Log wahi padhte hai sunte hai jo woh padhna ya sunna chahte hai ...
Bas unka intrest hona chahiye
Bahut se log is duniya me aise bhi hain jinhe unki zindagi ka maksad hi nahi pata hai ki woh karna kya chahte hain or kar kya rahe hain ....
shayad mai bhi unme se hi hu...kabhi kabhi lagta hai ki mai kar kya raha hu apni zindagi ke sath shayad ye soch ke ki upar wale ne kismat me jo likha hai wahi hoga ...
toh kabhi himmat karta hu kuch karne kabhi halat toh kabhi kisi chez ki wajeh fir wahin aa jata hu jahan mujhe nahi hona chahiye...
zindagi yunhi beetana theek bhi nahi lagta ...
kuch aisa karna chahat hu ki duniya yaad kare jane ke baat ...
may be shayad ye sab sirf mere akele k saath nahi ho raha bahot se log honge jinki life mere jaisi hi hogi...
or woh bhi unhi halat se guzar rahe honge..
magar ye duniya waisi hi hoti agar log na badalte waqt na  badalta halat na badalta...
jo kal tak kuch nahi the aaj misal ban gaye...........

to be continue in next article

Thanks

No comments: